While Loop In C Language In Hindi – While Loop In Hindi Har Programming Language Me Istemal ki Jati Hai, Lekin Aaj Ham C Language While Loop In Hindi Ko Understand Karne Wale Hai Or Dekhne Wale Hai, Ki While Loop Ko Kyo Istemal Karte Hai |
Learn – HTML Tutorial In Hindi Or CSS Tutorial In Hindi
While Loop In C Language In Hindi
While Loop In C In Hindi:- While Loop ek single loop hoti hai. jab condition True hoti hai tab hi Statement execute hote hai.
Aap Niche While Loop Ka Flow Chart Bhi Dekh Sakte Hai, Ki While Loop Kaise Kaam Karti hai |

Isme Ham While Loop In C In Hindi Ke Program Bana Ke Dekhte Hai, To Chahilye C While Loop In Hindi Ko Dekhte Hai
Syntax While Loop :-
initial variable declaration; while(condition) { //statements //increment }
Example :-
#include<stdio.h> #include<conio.h> int main() { int number=1; while(number<=10) //while loop with condition { printf("%d\n",number); number++; // incrementing operation } return 0; }
Output :-
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10
Aap Dekh Sakte Hai While Loop ko Aap kese istemal kar sakte hai.
Friends Mujhe Umeed Hai Ki Aapko C Language While Loop In Hindi Ke Bare Mai 100% Jankari Ho Gayi Hogi | Agar Aapko Learn Karne Main Dikkat Aa Rahi Hai To Aap Mere Se Contact Kar Sakte Hai |
Yadi Aapne HTML Full Course And CSS Full Course And Python Full Course And PHP Full Course Nhi Read Kiya Hai To Aap Vah Bhi Read Kar Sakte Hai |
sir 12 to 18 ki table kashe print kre while loop s
aap for loop ka istemal karke check kar sakte hai..