Software Developer Coding Languages In Hindi

Programming Blog

Software Developer Coding Languages HindiBest Software Developer Programming in Hindi – Is Post Me Software Developer Programming Language Kaise Sikhe Or Online Programming Language Kaise Learn Kare In Sab Ke Bare Me Baat Karne Wale Hai |

Also Read – Startup Ideas For Computer Science

Software Developer Coding Languages Hindi

Contents

Aaj Ke Time Me Internet Ka Istemal Bahut Fast Se Grow Kar Raha Hai. Is Time Har Person Online Software Or App Ya Fir Website Par Jyada Focus Kar Rahe Hai To Sawal Banta Hai Ki Kiya Ham Software Coding Languages Kaise Sikhe |

Online Programming Learn Karne Ke Liye Bahut Se Platform Hai Jaise Youtube Videos And Website’s Tutorial Article |

Also Read – Java language Kaise Sikhe

Lekin Question Ye Hai Ki Konsi Website Se Ham Online Software Coding Learn In Hindi Me Kar Sakte Hai |

Online Programming Language Learn Karne Ke Liye Best Website MasterPrograming.com Hai Jo Har Ek Software Developer Programming Ke Full Tutorial With Projects Ke Sath Provide Karti Hai |

Best Software Programming Tutorial In Hindi

Ab Ham Kuch Popular Software Programming Language Ko Dekhne Wale Hai Or Fir Unke Full Learn Karne Ke Liye Ek Link De Denge |

C Programming In Hindi

C Programming Ko Dennis Ritchie Ne Develop Ki Thi Or Aaj Ye Ham Platform Pe Use Hone Wali Language Hai. Ye Programming Bahut Popular Hai. Is Programming Language Me Aap Log Games And Software Bhi Design Kar Sakte Hai.

Go To This Link – C Language Tutorial in Hindi

C++ Programming In Hindi

C++ ek object-oriented programming language hai. C++ Bjarne Stroustrup ne Develop ki thi | C++ ke Aane se Pahle C Or Simula 67 2 popular languages thi | C++ ko 1979 mei bell laboratories mei develop Kiya Gaya Tha | C++ Ek Middle-level Language hai | Isme high level or low-level languages both features hai | C Language ke Sabhi features C++ mei Bhi hai |

Go To This Link – C++ Tutorial in Hindi

Python Programming In Hindi

Friends Agar Aapko Games, Gui, Desktop Application, Artificial intelligence, Machine learning, Data Scientist, etc.. ye sab Ek hi Programming Language Me Develop Karna ho to python me ye Kaam Aap Kar Sakte hai Lekin or Kisi Bhi Ek programming Se Nhi Kar Sakte Hai |

Isliye Aapko Python Programming Learn karna chahiye | Mei Iske Kuch examples deta hu ki aap python me kiya kiya kar sakte hai |

For Example :

Artificial Intelligence, Machine Learning , Data Scientist , Data Analysis , GUI , Games , Desktop Application , Mobile Apps, Back-end Development etc..

Go To This Link – Python Tutorial in Hindi

PHP Programming In Hindi

PHP Ye Ek Open-Source Server-side Scripting Langauge Hai Jo ki Web Application Banane Ke Liye Istemal Hoti Hai | PHP Language Ko HTML Mai Embed Kiya Gaya Hai |

PHP Ka Full-Form HyperText Proprocessor Hai. PHP Language Ko Rasmus Lerdorf Ne 1994 Mai Developed Kiya Tha | PHP Ye Server-side Hone Se Ye Web Server Ya Client Machine par Bhi Chalayi Jati hai |

PHP Ka Istemal Web Application Mai Kiya Jata Hai. PHP Ke Sath Koi Database Ka Istemal Bhi Kiya Jata Hai For Example MySQL, SQL, Oracle, etc
PHP Ke Liye Koi Frameworks Kaam Karte Hai For Example WordPress And PHP Mai Files Ko Open, Close, Read Or Write Bhi Kiya Jata Hai |

Go To This Link – PHP Tutorial in Hindi

Java Programming In Hindi

Java Ek General Purpose Programming Langauge Hai Inko Software And Application Development Ke Liye Istemal Kiya Java Hain |

Java Ko June 1991 Mai “James Gosling” Duvara ‘Oak’ Name Ke Project Mai Rup Java Langauge Ki Starting Hui. Java Ka Pahla Version 1995 mai Java 1.0 Tha Or Java Ko 1995 Mai Sun-micro-system Ne Start Kiya Tha |

Java Ek Object-Oriented Programming Langauge Hai. Ise High level Language Bhi kaha Jata Hai |

Go To This Link – Java Tutorial in Hindi

HTML Programming In Hindi

Html ki Help Se Website Banaye Jate Hai Or Us Website Ko Host Karne Ke Bad Duniya Ka koi bhi Person Internet ke jariye Dekh Sakte Hai | Html Ko Developed Physicist Tim Berners- Lee ne Year 1980 Mai Geneva Mai Kiya Tha | HTML ek platform-independent language hai Jiska Istemal Kisi Bhi Platform Mai Kiya Ja Sakta Hai | For Example Windows , Linux , Max Etc..

Go To This Link – HTML Tutorial in Hindi

CSS Programming In Hindi

What is CSS in Hindi :-CSS Ka Pura Name Hai Cascading Style Sheet. Yah Ek Webpage ko banane ke Piche HTML Or CSS ka Bahut Bada Hath Hota Hai | HTML Ke Istemal Se Webpage Ko Ek Aakar Milta hai Or CSS ke Istemal Se Webpage ko ek New Ya Naya Look Milta Hai. HTML or CSS Hamesha Sath Mai Hi IStemal Kiye Jate Hai. Css Ke Bina Ham HTML ka Istemal Kar Sakte Hai Lekin HTML ke bina CSS ka Istemal Nhi Kiya Ja Sakta Hai |

Top 5 Best Web Development Projects

CSS Web Documentation Ko Style Karne Ki Langauge Hai, Jise W3C – World Wide Web Consortium Duvara Developed Kiya Gaya Tha. Iska Pahla Version 1996 Mai Published Hua Tha |

Go To This Link – CSS Tutorial In Hindi

JavaScript Programming Hindi

Javascript ek Scripting Client-Side programming Language hai. ye Dynamic web pages ko create Karne ke Liye use ki jati hai. Iski Madad Se web pages pe Interactive functions, front end Application create Kar Sakte hai.

Javascript ko 1995 ve me Mozilla Company ke Co-founder Brendan Eich ne Banaya tha. Us Time is programming language ka Name LiveScript Rakha tha. Uske kuch Time baad jab Java language ki Popularity Kafi Jyada Fast Se Increase Ho Rahi Thi. Tab Netscafe Company Java se Inspire ho kar iska Name Javascript rakh diya. Aaj Javascript lag-bhag sabhi websites me use ki jati hai.

Go To This Link – JavaScript Tutorial In Hindi

Is Article Me Hamne How to Learn Online Software Coding In Hindi Ke Bare Me Jana Hai |

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *