Python If Else In Hindi – if else statement in Python yani control statements ko diya gya expression true hota hai tab if wala statement execute hota hai or agar expression false hota hai tab else wala statement execute nhi hota hai.
Python me if, if_else or if_elif_else ye 3 tarah ke Control Statements hote hai |
Isse Or Accha Samanjh ne ke liye iske kuch example dekhte.
Python If Else In Hindi
Contents
Syntax :
if expression : if_statement else: else_statement
Aap upper diye gye syntax ko dekh sakte hai.
Block Diagram :

Python if else statement in Hindi
Example :-
a = 10 b = 10 if (a==b): print('A and B Are Equal') else: print('Not Equal')
Aap dekh sakte hai hamne 2 variables banaye hai or us variables 10 , 10 Value di hai . or fir if else statement condition lagaya hai.
Output :-
A and B Are Equal
Aap upper Diye gye output ko dekh kar program ko samanjh sakte hai.
Example 2 :-
a = 10 b = 20 if (a>b): print('A Number is Greater ') else: print('B Number is Greater')
Aap dekh sakte hai hamne 2 variables banaye hai or us variables a=10 ,b= 20 Value di hai . or fir if else statement condition lagaya hai.
Output :-
B Number is Greater
Aap Upper Diye gye output ko dekh kar program ko samanjh sakte hai.
Python If Else In Hindi
Also Read This Post :
- Count Function
- Range Function & Step Argument
- Title Function
- Find Function
- Keyword in python
- if statement
Dosto mujhe ummed hai ki aap Python If else Statement with examples in Hindi ko acchi tarah se samanj gye honge agar aap ko ye post acchi lage to mere is website ko jarur follow kre or ha agar aap video bhi dekhna chahte hai to aap mere channel ko bhi subscribe kar sakte hai. channel ka link aapko home page par mil jayega |