PHP Introduction In Hindi:- Ham Is Post Mai Learn Karne Wale Hai Introduction For PHP in Hindi And PHP Kiya Hai And What Is PHP In Hindi|
PHP Introduction In Hindi
Contents
Website Ka Istemal Log Aapne Business Ko Increase Ke Liye Ya Khudka Personal Blog Ya Fir Websites Se Accha Income Karne Ke Liye Create Ya Banate Hai | Isme Income Bhi Itni Hoti Hai Jo Ki Kabhi Sapne Mai Bhi Sochi Nhi Hogi. Lekin Kiya Aapko Pata Hai Ki Website Banana Kitna Hard Work Yani Kaam Hai Or Ye Kaise Banani Jati Hai | Aaj Ke Is Post Mai Ham Isliye PHP Ko Learn Kar Rahe Hai Kyoki PHP Se Hi Back-End Mai Kaam Hota Hai.
PHP Kiya Hai? What Is PHP In Hindi
PHP Ye Ek Open-Source Server-side Scripting Langauge Hai Jo ki Web Application Banane Ke Liye Istemal Hoti Hai | PHP Language Ko HTML Mai Embed Kiya Gaya Hai |
PHP Ka Full-Form HyperText Proprocessor Hai. PHP Language Ko Rasmus Lerdorf Ne 1994 Mai Developed Kiya Tha | PHP Ye Server-side Hone Se Ye Web Server Ya Client Machine par Bhi Chalayi Jati hai |
PHP Ka Kiya Istemal hai?
Aap Ye To Jan Hi Gaye Honge Ki Ye Kitni Powerful Hai Kyoki Is Langauge Se Hi Duniya Ki Sabse Jyada Website Ko Design Kiya Hai |
PHP Ka Istemal Web Application Mai Kiya Jata Hai. PHP Ke Sath Koi Database Ka Istemal Bhi Kiya Jata Hai For Example MySQL, SQL, Oracle, etc
PHP Ke Liye Koi Frameworks Kaam Karte Hai For Example WordPress And PHP Mai Files Ko Open, Close, Read Or Write Bhi Kiya Jata Hai |
Features Of PHP Language In Hindi
Waise To Bahut Sare Features Hai Lekin Kuch Ke Bare Mai Baat Karenge |
- Is PHP ke Jariye Ek File Ko Systematic Tarike Se Create, Open, Read Or Write Bhi Kar Sakte Hai |
- PHP Ke Jariye Ham Online Jo Form Fill Karte Hai Unko Handle Kar Sakte Hai For Example Ek File Se Data Ko extract Karna, Data Ko File Ke Under Save Karna |
- PHP Ke Jariye Database Mai Jo Bhi Element Hai Unko Modify, Delete, Edit Karna |
- PHP Ko Sabhi Operating System Par Istemal Kiya Jata Hai For Example Windows, Linux, Mac OS Etc
- Kuch Pages Ko Aap Restrict Kar Sakte Is PHP Language Ke Jariye |
- Ek PHP Ka Code Dusre PHP Ke Code Mai Include Kiya Jata Hai |
hello sir ,
please send me full course ….
Wait
my php language is very weak subject sir pls help me
sir, aap continue follow kare to aapki language acchi ho jayegi
Sir Assalam alikum
Bohat bohat acha tech kertey Hain app full information ke saat
Sir kindly mujhe php ka full course send ker deain