OpenCV Setup And Installation In Hindi– How To Install OpenCV In Hindi – Is Post Me OpenCV Ko Setup Karne Wale Hai And Install Karna Sikhayenge Or Uske Sath Hi Ham Ek Example Ko Dekhenge.
Agar Aapne Previous Post Ko Read Nhi Kiya Hai To Aap Wah Bhi Kar Sakte Hain – What Is OpenCV In Hindi
OpenCV Setup And Installation In Hindi
Contents
OpenCv Ko Install Karne Se Pahle Aapke Computer me Pahle Se Hi Python Install Hona Chahiye, Agar Aapke Me Python Install Nhi Hai To Aap Pahle Niche Diye Link Par Click Karke Python Ka Setup kar Lijiye Or Uske Bad Hi Aap OpenCv Install Kare |
Click Here – Python Setup
Sabse Pahle Hum OpenCV Ko Aapne Computer Me Install Karenge Uske Bad Ham Isko Use Karne Ke Kuch Examples Bhi Dekhenge |
Python Me OpenCV Ko Install Karna Jaruri Kyuki Python Me OpenCV Library Inbuilt Nahi Aata Hai |
Sabse Pahle Aapko Apne Computer Device Ko Internet Se Connect Karna Hoga |
OpenCV Ko Install Karne Ke Liye Aapko Kuch Steps Ko Follow Karna Hoga:-
- Step 1 = Aapko Cmd (Command Prompt) Ko Open Karna Hoga.
- Step 2 = OpenCV Ko Install Karne Ke Liye Aapko Sabse Pahle pip Install epencv-Python Likhna Hoga Aur Uske Baad Aapko Enter Button Par Click Karna Hoga.
- Step 3 = OpenCV Ka Installation Process Start Hogya Aur Kuch Time Wait Karne Ke Baad Aapke Computer Par OpenCV Install Ho Jayega.

Upper Diye Gaye Image Me Dekh Sakte Hai Ki Hamara OpenCV Install Ho Gya Hai.
Aap Dekh Sakte Hai Ki Hamne OpenCV Ko Install Kar Liya Hai Ab Ham Kuch Examples Ko Dekhne Wale Hai |
OpenCV Examples In Hindi
OpenCV Ko Use Karne Se Pahle Aapko Isko Import Karna Hota Hai, Uske Liye Aapko Type Karna Hoga
import cv2
Ab Isko Run Karke Check Kar Sakte Hai. Agar Aapka Code Bina Kise Error Ke Run Ho Jata Hai To Iska Matlab Hai Ki Aapka OpenCV Successfully Import Ho Gya Hai.
Example
import cv2 img = cv2.imread('opencv pic.jpg') cv2.imshow('Output Image',img) cv2.waitKey(0) cv2.destroyAllWindows()
Output

Upar diye hue image me aapk dekh sakte hai ki hamara image show ho raha hai, OpenCV ke codes ke help se.
Python OpenCV Tutorial In Hindi
So, Guys Is Post Me Aapne Sikha Ki OpenCV Me Kaise Kisi Bhi Image Ko Read Kiya Jata Hai.