if Statement in python in Hindi :– if statement in Hindi yani control statements ko jab diya gya expression true hota hai tab ye execute hai . or agar expression false hota hai tab ye execute nhi hota hai.
Python me if, if_else or if_elif_else ye 3 tarah ke Control Statements होते है |
Isse Or Accha Samanjh ne ke liye iske kuch example dekhte.
If Statement in python in Hindi
Contents
Syntax :
if expression : if_statement(s)
Aap upper diye gye syntax ko dekh sakte hai.

Python if statement with examples in Hindi
Example :-
a = 10 b = 10 if (a==b): print('A and B Are Equal')
Aap dekh sakte hai hamne 2 variables banaye hai or us variables 10 , 10 Value di hai . or fir if statement condition lagaya hai.
Output :-
A and B Are Equal
Aap upper Diye gye output ko dekh kar program ko samanjh sakte hai.
Example 2 :-
a = 10 b = 20 if (a<b): print('B Number is Greater ')
Aap dekh sakte hai hamne 2 variables banaye hai or us variables a=10 ,b= 20 Value di hai . or fir if statement condition lagaya hai.
Output :-
B Number is Greater
Aap Upper Diye gye output ko dekh kar program ko samanjh sakte hai.
If Statement in Python Hindi
Also Read This Post:
Dosto mujhe ummed hai ki aap Python If Statement with examples in Hindi ko acchi tarah se samanj gye honge agar aap ko ye post acchi lage to mere is website ko jarur follow kre or ha agar aap video bhi dekhna chahte hai to aap mere channel ko bhi subscribe kar sakte hai. channel ka link aapko home page par mil jayega |