HTML Quotations in Hindi – Is Post Mai HTML Quotations Elements In Hindi Ko Learn Karne Wale Hai And HTML Quotations Kiya Hai Or HTML Quotations Ka Kaise Istemal Karte Hai |
HTML Quotations Elements In Hindi
Contents
HTML Quotation Koi Word And Koi Tag Nhi Hai Iska Istemal Yaha Par Is Karan Kiya Ja Rha Hai Kyoki Iska Istemal Ham Quotes Ko HTML Webpage Par Show Karne Ke Liye Istemal Karenge |
Quotation Element Kiya Hota Hai – What Is HTML Quotation Element
Jab Ham Kisi Bhi Paragraph Ko Starting Se Start Nhi Karke Aage Se Start Karte hai Use Hi Ham Quotation Kahte Hai |
Types Of HTML Quotation In Hindi
HTML Quotation Ke Types Ko Niche Dikhaya Gaya Hai Or Inke Bare Mai Deeply Alag-Alag Se Bhi Niche Bataya Gaya Hai |
Tag | Description |
---|---|
<abbr> | Defines an abbreviation or acronym |
<address> | Defines contact information author Ke Liye |
<bdo> | Defines Karta Hai Text Direction Ko | |
<blockquote> | Defines a section that is quoted from another source |
<cite> | Defines Karta Hai Title Ke Work Ko | |
<q> | Defines Karta Hai Ek Short Line Quotation |
HTML Quotations in Hindi
Webpage Par Quotes Show Karne Ke Liye Koi Tarah Ke Tags Istemal Mai Laye Jate hai, For Example <blockquote>, <q> Or Aaesi Or Bhi Tags Hai, Jiske Bare Mai Niche Example Ke Sath Bataya Gaya Hai |
HTML Abbr Tag in Hindi
HTML Mai Abbreviations Ko <abbr> Se Define Kiya Jata Hai. Iske Jariye Aap Paragraph Ya Button Or Other Chijo Ki Useful Information Ko Abbreviation Karke Browser Mai Dikha Sakte Ho |
<p> <abbr title="Danish">masterPrograming </abbr> Ek Website Hai</p>
HTML Address Tag in Hindi
Address Tag Ka Istemal Kisi Content Ya Article Ke Author Ka Contact Information Provide Karane Ke Liye Istemal Kiya Jata Hai |
<address> Cityaddresses: 234 Ghaziabad Road, Delhi Ncr, India. </address>
HTML bdo Tag in Hindi
HTML <bdo> Tag Text Ki Direction Ko Define Karta Hai | Aap Ise Niche Diye Gaye Example Se Understand Kar Sakte Hai .
<bdo dir="rtl">This text will be written from right to left</bdo>
HTML Blockquote Tag in Hindi
HTML Blockquote Kisi Long Quote Ke Section Ko Specify Karta Hai, Jo yah Batata Hai Ki Yah Quote Kisi Dusre Source Se Liya Gaya Hai And Isme Ek Attribute Hota Hai Cite Jo Yah Specify Karta Hai Ki Quote Ka Source Kaha Se Hai |
<blockquote cite="http://www.worldwildlife.org/who/index.html"> For 50 years, WWF has been protecting the future of nature. The world's leading conservation organization, WWF works in 100 countries and is supported by 1.2 million members in the United States and close to 5 million globally. </blockquote>
HTML Q Tag in Hindi
HTML Mai Q Tag Ka Istemal Short Quotation Ke Liye Kiya Jata Hai, Browser Automatically Jaha Se Q Tag Start Hota Hai Or End Hota Hai Unke Bich Ke Text Mai Quote Marks(” “) Laga Deta Hai|
<p>WWF's goal is to: <q cite="http://www.wwf.org"> Build a future where people live in harmony with nature.</q> We hope they succeed.</p>
Ab Aap Jan Hi Gaye Honge Ki HTML Quotations Elements In Hindi – HTML Quotations Kiya Hai, What is Quotations Elements In Hindi, Different Types of Quotations Elements in Hindi, Kon Kon Se Hai |