Programming Blog In Hindi

How to Start a Programming Blog In Hindi – Blog Kaise Start Karen?

Programming Blog

How to Start a Programming Blog In Hindi – Friends Aaj Main Aapko ye Batane Wala Hu Ki Programming Blog Kaise Shuru Karen Or Usse Fir Income Kaise Kare |

Dosto Main Aapko Ye Maan Kar Chal Raha Hu Aapko Programming Main Interest Hain Or Aap Abhi College Level Main Hain Or Aapne Abse Pahle Blog Ke Bare Main Kabhi Nhi Suna Or Na Hi Socha Hoga |

This is an excellent idea. I believe that every developer should have a blog,

How to Start a Programming Blog In Hindi

Contents

Jyada Tar Programmer Ke Pass Aapna Blog Hota Hai Us Region Hota Hai Ki Wo Log Jayada Se Jyada Skills Gain Karke Aapne Blog Par Share Karte Hai Or Usse Fir Acchi Income Kar Lete Hai |

Why Start a Programming Blog in Hindi?

Friends Agar Aapni Life Main Jyada Se Jyada Programming Information Gain Ya New New Software Ya Website Create Karna Chahte Hai Or Usse Liye Aapke Pass Ek Blog Hona Chahiye Kyoki Aapke Jo Bhi Project Honge Wo Is Blog Par Published Hote Rahenge Or Usse Aap Student Ki Help Karke Google Se Income Kar Sakte Hai And Use Aap Aapne College Project Ke Tor Par Aapni Jobs Ke Liye Bhi Dikha Sakte Hai Jisse Company( Google, Yahoo, Tech Etc ) Wale Ko Lagega Ki Ye Person Bahut Action Hai Programming Related |

Monetize YouTube Channel

Choose your Programming Langauge platform

Blog Ko Start Karne Se Pahle Aapko Ye Jarur Choose Karna Chahiye Ki Aapke Pass Konsi Programming Language Skills Available Hai And Uske Bad Aapko Ye Bhi Dekhna Chahiye Ki Kiya Aap Aapne Blog Par 10 Ya 15 Language Learn Karke Use Aapne Blog Par Likh Sakte Hai Ya Nhi | Kyoki Friends Agar Aap Ek Programming Language Main Hi Blog Start Karna Chahte Hain To Aap Uske Liye Programming Language Related Domain Buy Kare For Example Aap Keval Python Ki Language Ko Aapne Blog Par Write And Teach Karna Chahte Hai to Aap Python Related Domain Buy Kare Like ( Pythonhindi .in .com .net, etc )

Friends Agar Aap Multiple Language Aapne Blog Par Write And Teach Karna Chahte Hain To Aap Mere Jaisa Blog Start Kar Sakte Hai And Uske Liye Bhi Mere Jaisa Domain ( masterprograming.com )Buy Kar Sakte Hai |

Getting Your Blog Started

Ab Ham Blog Ko Kaise Start Kare Uske Bare Main A to Z Janne Wale Hain Or Dekhte Hai Ki Blog Ko Start Karne Ke Liye Kiya Kiya Chiz Ki Jarurat Padti Hai |

Choose your domain name

Friends Har Website Ka Ek Domain Name Hota Hain Uske Liye Aap Pahle Ye Decide Kare Ki Aapni Website Ka Domain Name Kiya Rakhna Hai Or Aap Use Buy Kar Sakte Hai| Domain Buy Karne Ke Liye Aap In Website Ka Istemal Kar Sakte Hai – ( Godady.com, Hostgator, Hostinger ) Etc.

Choose your Hosting Options

Aap Ye Jo Website Read Kar Hain Wo Pahle Kisi Na Kisi Hosting Website Par Host Huivi Hai Tabhi Aap Ye Article Read Kar Rahe Hain Isliye Friends Agar Aap Aapni Website Ko Host Karna Chahte Hai To Uske Liye Aap In Website Ka Istemal Karke Hosing Buy Kar Sakte Hai – ( Godady.com, Hostgator, Hostinger ) Etc.

Friends Agar Aapke Pass Domain Or Hosting Ko Buy Karne Ke Liye Paise Nhi Hain To Free Website Ka Bhi Istemal Kar Sakte Hai | Free Website ( WordPress And Google Blogger )

Design the look of your blog

Ab Aapko Blog Ka Design Teyar Karna Hoga Uske Liye Aap WordPress Plugin Ka Istemal Kar Sakte Hai Or Aapko Ye Blog Is Tarah Se Design Karna Hoga Jaise Ki Programming Blog Hote Hai. Jaisa Ki Aap Ye Blog Read Kar Rahe Hai Iska Design Same to Same Programming Blog Jaisa Hai Aapko Aesa Hi Teyar Karna Hoga |

Software Engineer Kaise Bane

Agar Aapko Blog Design Karna Nhi Aata Hai To Mere Se Contact ( +91 8534867764 ) Kar Sakte Hai Or Main Aapke Liye Same To Same Programming Blog Ready karke Aapko De Dunga Wo Bhi Low Cost Main |

Use a Syntax Highlighter for Code Snippets

Friends Agar Ek Programming Blog Bana Rahe Hoto Uske Liye Aap Coding Ko Bhi Learn Kara Rahe Honge Or Uske Liye Syntax Highlighter Istemal Karna Hoga Nhi to Aapka Code Acche Tarah Se Nhi Highlight Hoga |

Also Read – Become A Web Developer In Hindi 

For Example :

<html>
  <head>
    <style>
      	div {
              width: 300px;
              border: 15px solid red;
              padding: 50px;
              margin: 20px;
            }
    </style>
  </head>
  <body>
    <div>
      <h1> How To Learn CSS Box Model </h1>
      <p> You Can Learn Css Box Using HTML And Css Through MasterPrograming.com</p>
    </div>
  </body>
</html>

Examples of Great Programming Blogs

Agar Aap Great Programming Blogs Ko Search Kar Rahe Hain To Aapke Liye Maine Example Ke Tor Niche Unki List De Di Hai. Aap Unke Bare main Or Unke Blog Ko Explorer Kar Sakte Hai Ye Popular And Successful Personal Developer Blogger Hai |

Friends Mujhe Umeed Hai Ki Aapko Blog Kaise Start Karen In Hindi Ke Bare Mai 100% Jankari Ho Gayi Hogi | Agar Aapko Learn Karne Main Dikkat Aa Rahi Hai To Aap Mere Se Contact Kar Sakte Hai |

Also Read – Basics Concept Of Operating System

3 thoughts on “How to Start a Programming Blog In Hindi – Blog Kaise Start Karen?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *