How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

How to Install Kali Linux in Windows In Hindi

Programming Blog

How to Install Kali Linux In Windows in Hindi:- Kali Linux Install Kaise Kare Aaj Ham Is Post Mai Sikhne Wale Kali Linux Kaise Install Kare Step By Step |

Yadi Aapne Aapne System Mai Virtual Box Or Virtual Machine Ko Install Nhi Kiya Hai To Pahle Aap Use hi Download Karke Install Kare | Kyoki ham Kali Linux Ko ham Virtual Machine Mai Install Karne Wale Hai |

How to Install Kali Linux in Windows In Hindi

Contents

Kali Linux Kiya hai what is Kali Linux In Hindi:- Kali Linux Ek Debian Based Free Open Source Operating System Hai And Kali Linux Ke Under Kuch Aaise In Build Tools Aate Hai Jinka Istemal Kisi System, Server Ya Website Ki Security Ko Test Karne Ke Liye Kiya Jata Hai |

Python Hacking – Python Hacking Tutorial In Hindi

Kali Linux ko Ham Step by Step Install Karne Wale Hai or Jo Is Post Mai Step By Step Bataya Gaya Hai Use Hi Follow Karte Hai Aapko Kuch Bhi Dikkat Nhi Hogi | Guys Let See Step By Step:-

1: Download Kali Linux Iso File

Friends Sabse Pahle Hame Kali Linux ISO File Ko Download Karna Hoga Uske Liye Maine Niche Link De Diya Hai Aap Download Kar Sakte Hai |

Download Link : – Kali Linux Iso File Download

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Aapko Website Par Jane Ke Bad Aapko Kali Linux 64 ya 32 bit Yani Aapne System ke Hisab Se Download Page Par Click Karna Hai |

2: Install Kali Linux In Hindi Step By Step

Ab Aapko Aapne System main Virtual Box Ko Open Kar Lena Hai | Agar Aapne Abhi Tak Virtual Box Install Nhi Kiya Hai to Aap Virtual Box Post Par Jake Install, Kar Sakte Hai, |

ab Aap Virtual Box Open Kar Lenge to Aapko Niche Dikhai Gayi Image Jaise Display Aani Chahiye |

Open Hone Ke Bad Aapko Upper Diye Image Main Setting Par Click Karna Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Setting Par Click Karne Ke Aapko Niche Wali Image Ko Dekh Kar Storage Par Click Karna Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Storage Par Click Karne Ke Bad Aapko Empty File Par Right Click Karke Ise Delete Kar De |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Delete Karne Ke Aapko Niche Diye Gaye Image Mai Controller: IDE Ke Plus ( + ) Wale Nishan Par Click Karna Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Controller: IDE Ke Plus ( + ) Wale Nishan Par Click Karne Ke Bad Aapko Niche Diye Gaye Image main Add (+) par Click Karna Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Add (+) par Click Karne Ke Bad Aapko Kali Linux ISO File Jo upper Post Mai Download Link Par Download Kiya Tha waha Par Jane Ke Bad Aapko us File Select Kar Lena Hai And Select Karne Ke Bad Niche Open Button Par Click Kar Dena Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Jaise Hi Aapne Open Par Click Kiya Hoga To Aapko Niche Di Gayi Image Jassi Display Show Hogi | Uske Bad Aapko Kali-Linux File Pe Double Click Press kar Dena Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Kali-Linux File Pe Double Click Press Karne Ke Bad Aapko Niche Diye Gaye Image Mai ok Button Par Click Kar Dena Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Ok Button Par Click Karne Ke Bad Aapko Niche Image Mai Dekh Kar Start Button Par Click Kar Dena Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Start Button Par Click Karne Ke Bad Aapko Key Down UP Arrow se Install ko Select Karke Enter Press Karna Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Install Par Enter Press Karne Ke Bad Aapko Yaha Par English Select Karni Hai or Enter Press Karna Hai |

Code Blocks Kaise Install Kare

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

English Select Karne or Enter Press Karna Ke Bad Aapko India Ya Aapni Country Select Karni Hai Or Fir Enter Press Karna Hai

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

India Country Select Karne Ke Bad Aapko Language Mai American English Ko Select Karna Hai or fir Enter Press Karna Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

American English Ko Select Karne Ke Bad Aapko Thora Wait Karna Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Thora Wait Karne Ke Bad Aapko Ek Warring Show 1 Hogi Usme Aapko Continue Par click Kar Dena Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Again Thora Wait Karne Ke Bad Aapko Ek Warring Show 2 Hogi Usme Aapko Continue Par Click, Kar Dena Hai, |

Again Thora Wait Karne Ke Bad Aapko Ek Warring Show 3 Hogi Usme Aapko Password Dalne Ke Bad Aapko Continue Par Click Kar Dena Hai |

Agar Aap Password Dal Rahe Hai To Ye Password Jarur Yad Rakhe |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Niche Diye Gayi Image Mai Aapko Re-Enter Password Dalna Hai | Jo Aapne Upper Wali Image Mai Password Enter Kiya Tha |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Again Thora Wait Karne Ke Bad Aapko Ek Warring Show 4 Hogi Usme Aapko User Name Enter Karna Hai Or Uske Bad Aapko Continue Par Click, Kar Dena Hai, |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

User Name And Jo Password Enter Kiya Tha Jarur Yad Rakhe

Uske Bad Aapko Guided – use entire disk ko select Karna hai or enter press Karna hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Uske Bad Aapko Yaha Par Bhi Enter Press Karna Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Yaha Par Aapko All Files in one partition wale ko Select karke Yani ki 1st wale ko hi select karke Enter Press Kar Dena Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Uske Bad Aapko Finish partitioning and write changes to disk ko select karne ke bad aapko enter press karn dena hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Niche Diye Image Ko Dekh Kar Yes Par Click Karna Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

YES, Par Click Karne Ke Bad Aapko Installing the system Ka Thora Wait Karna Hai jab Tak koi popup message show Na ho |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Thora Wait Karne Ke Bad Aapko Ek Warring Show 1 Hogi Usme Aapko YES Par click Kar Dena Hai |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Again Thora Wait Karne Ke Bad Aapko Ek Warring Show 2 Hogi Usme Aapko Continue Par Click, Kar Dena Hai, |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Again Thora Wait Karne Ke Bad Aapko Ek Warring Show 3 Hogi Usme Aapko YES Par click, Kar Dena Hai, |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Again Thora Wait Karne Ke Bad Aapko Ek Warring Show 4 Hogi Usme Aapko Niche Diye Gaye Image Ko Dekh Kar 2 Dusre Wale Par Click, Kar Dena Hai, |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Again OR Thora Wait Karne Ke Bad Aapko Ek Warring Show 5 Hogi Usme Aapko Continue Par Click, Kar Dena Hai, |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Continue Par Click Karne Ke Bad Aapko Yaha Par User Name Name And Password Ko Enter Karna Hai Jo Hamne Upper Create Kiye he |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

User Name And Password Enter Karne Ke Bad Hame Login Button Par Click Karna Hai Uske Bad Hamari Kali Linux Desktop Screen Show Ho Jayegi |

Kali Linux Kaise Install Kare - How To Install Kali Linux In Virtual Box Hindi

Friends Aap Dekh Sakte Hai Hamne Virtual Machine Main Kali Linux Ko Install Kar Liya hai Agar Aapne Bhi Karli Hai To Aapke Liye Bhi Congratulation |

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *