Hacker Rank Problem

Display Output In C In Hindi

C

Display Output In C In Hindi – Is Post Me Ham printf Ka Istemal Karke Output Ko Display Karne Wale Hai Or Dekhne Wale Hai Ki, Kaise Ham Output Ko Display kar Sakte Hai |

Waise Hamne, Prevous Post Me Pahle Hi Dekh Liya Hai, Lekin Is Post Me Ham Acche Se Understand Karne Wale Hai |

Display Output In C In Hindi

C Language Me Hame Jab Bhi Kuch Bhi Print Karana Hota Hai, To Hame printf Function Ka Istemal karna Hota Hai, Isme Aap Kuch Bhi Print Kara Sakte Hai, Jaise Ki Aap Niche Example Ko Dekh Sakte Hai |

Program to Display “Hello, World!”

Pahla Program Hai C programing ka Hello Word Aap pahle isse dhiyan se samjhe or fir output check kre

#include <stdio.h> 

Aap Upper Dekh Sakte Hai, Jab Bhi Hame Kuch Input Lena Ho Ya Fir Print Karana Hoto, Hame Ye File Jarur Include Karni Hoti Hai, Nhi To Error Aa Jayega |

Example:

#include <stdio.h>
int main()
{
   // printf() Display Karne ke liye use karte hai 
   printf("Hello, World!");
   return 0;
}

Output

Hello, World!

Aap Output Ko Check Kar Sakte Hai, Joki Hamne printf(“Hello, World!”) Ki Help Se Hello, World! Print Kara Diya Hai, C Programming Me Display Karane Ke Liye printf() Function Ka Istemal Hota Hai |


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *