CS Final Year Projects

Final Year Projects For Computer Science – With Source Code

Programming Blog

Final Year Projects For Computer Science In HindiProjects For CS StudentsBest 5 Final Year Projects Ko Aaj Dekhne Wale Hain And In Projects Ka Source Aapko Mil Jayega |

Final Year Projects For Computer Science Students

Contents

Friends Agar Aap Final Year Projects 2021 Ko Lekar Class Ya College Main Sabse Alag-Alag Projects Ke Rup Mai Aapne Aap Ko Dekhne Wale Hain To Ye Post Final Year Projects For Computer Science Students in 2021 Aapke Liye Hain |

Ham Ek Ek Projects Ko Step By Step Dekhne Wale Hain |

1. On-screen Keyboard For Computer

Agar Aapne Computer Science Students Hote Hue Python Language Ko Read Kiya Or Python Mai Aap Kuch Project Banane Wale Hain To Ye Aapke Liye Hain Kyoki Ye Project Ek Dam Unique Hain Or Aap Ise Simple Way Main Create Kar Sakte Hain |

ac :- Tkinter Se Kese create Karte hai "keyboard using tkinter
create virtual onscreen keyboard

Is On Screen Keyboard Ko Create Karne Ke Liye Aapko Niche Link Diya Gaya Hain Aap Us Link Par Click Karke Us On-Screen Keyboard Ko Understand Karke Create Kar Sakte Hain Ise Create Karne Ke Liye Hamne Step By Step Ek Point Ko Cover Kiya Hai With Source Code |

Click Here:- On-Screen Keyboard In Python

2. PNR Status Check Software

Aapne Kabhi Na Kabhi Train Mai Jarur Travel Kiya Hoga And Travel Karne Se Pahle Aapne Kisi Na Kisi Website Par Ja Kar PNR Status Check Jarur Kiya Hoga. Isliye Ham Aaj Us Software Ko Create Karne Wale Hain Wo Bhi Final Year Project Ke Liye With Source Code |

PNR Status In Python

Is PNR Status Software Ko Create Karne Ke Liye Aapko Niche Link Diya Gaya Hain Aap Us Link Par Click Karke Us PNR Status Software Ko Understand Karke Create Kar Sakte Hain Ise Create Karne Ke Liye Hamne Step By Step Ek Point Ko Cover Kiya Hai With Source Code |

Click Here:- PNR Status Software

3. Quiz App Projects

Aapne Kabhi Na Kabhi Quiz Ko Jarur Khela Hoga. Agar Aap Quiz Khelne Main Interest Rakte Hain Or Ise Projects Ke Rup Main College Main Show Karna Chahte Hai To Ye Quiz Aap Projects In Hindi Aapne Ke Liye |

python quiz app in hindi

Is Quiz App Projects Ko Create Karne Ke Liye Aapko Niche Link Diya Gaya Hain Aap Us Link Par Click Karke Us Quiz App Projects Ko Understand Karke Create Kar Sakte Hain Ise Create Karne Ke Liye Hamne Step By Step Ek Point Ko Cover Kiya Hai With Source Code |

Click Here:- Quiz App Projects

4. Website For Blog Projects

Agar Apne HTML, CSS And Python Ko Read Kiya Hain To Ye Website For Blog Projects Ek Dam Perfect Rahega Kyoki Website Create Karke Aap Unique Ban Sakte Hain Kyoki Aap Khud Frontend Ke Liye HTML CSS And Backend Ke Liye Python Ka Istemal Karne Wale Hain |

Django Blog Project in Hindi

Is Website For Blog Projects Ko Create Karne Ke Liye Aapko Niche Link Diya Gaya Hain Aap Us Link Par Click Karke Us Website For Blog Projects Ko Understand Karke Create Kar Sakte Hain Ise Create Karne Ke Liye Hamne Step By Step Ek Point Ko Cover Kiya Hai With Source Code |

Click Here:- Website For Blog Projects

5. Digital Clock With Current Date & Time

Digital Date And Time Ki Watch Ko Dekh Kar Accha Lagta Hain Lekin Aap Computer Ya Mobile Mai Roz Time Ko Dekh te Hain. Aaj Ham Ye Time Kaise Kaam Karta Hain Or Ise GUI Digital Clock Ko Kaise Create Kare. Is Project Ko Hame C Programming Language Mai Create Kiya Hain |

Digital Clock With current time & Date
clock with current time and date

Is Digital Clock With Current Date & Time Projects Ko Create Karne Ke Liye Aapko Niche Link Diya Gaya Hain Aap Us Link Par Click Karke Us Digital Clock With Current Date & Time Projects Ko Understand Karke Create Kar Sakte Hain Ise Create Karne Ke Liye Hamne Step By Step Ek Point Ko Cover Kiya Hai With Source Code |

Click Here:- Digital Clock With Current Date & Time

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *