Django Creating Apps In Hindi – Django In Hindi

Python Django

Django Creating Apps In HindiDjango Apps In Hindi – Is Post Me Django Apps Create Karne Wale Hai Or Django Apps Kiya Hota Hai Ye Bhi Dekhne Wale Hai Or Is Apps Ka Kiya Istemal Hota Hai |

Previous Post Me Hamne Ek Project Create Kiya Tha myproject Name se Or Is Post Me Ham us project ke Liye Ek Apps Create Karne Wale Hai |

Django Creating Apps In Hindi

Contents

Ek Project Ke Under Koi Tarah Yani Ki Koi Types Ki Application Ho Sakti Hai, Jaise Blog Ho Sakta Hao Ya Fir Shopping Ho Sakta Hai Ek Blog Ke Under |

Agar Blog Or Shopping Ki Coding Ek Apps Me Ki Jaye To Jyada Dikkat Naki Ki Understand Karne Me Bhi Dikkat Ho Sakti Hai,

Also Read – Django Introduction

Isliye Django Blog Ke Liye Alag Apps Or Shopping Ke Liye Apps Create Karke Ek Hi Project Me Acche Se Coding Or Understand Kar Sakte Hai , Isliye Django Apps Ko Istemal Kiya Jata Hai |

Create an Application In Django in Hindi

Agar Aap Apps Create Karna Chahte Hai To Main Yani ki Project Folder myproject Me Aana Hoga , Jaha Par manage.py File Hai |

Aane Ke Bad Aap cmd prompt Me Apps Create Karne Ke Liye Ye Cmd Type Kare |

$ python manage.py startapp myapp

Ye Likhe ke Bad Aapko Enter Press Karna Hai Or Fir Aap Apps Create Ho Jayegi , Aap myapp Ka Jagah Par Kuch Bhi Name De Sakte Hai |

Jaise Hi Enter Press Karte Hai To Aapke project folder Me myapp Name se Ek Folder Create Ho Jayega |

Is myaap Folder Ke under Kuch File Available Hai , Joki Niche Inke Bare Me Bataya Gaya Hai |

myapp/
   __init__.py
   admin.py
   models.py
   tests.py
   views.py
  • __init__.py − Just to make sure python handles this folder as a package.
  • admin.py − Is File Ko admin interface Ke Liye Modify Kiya Jata Hai.
  • models.py − Yaha Par Application Ka Data Store Rahta Hai Models Ke Rup Me.
  • tests.py − Ye File Test Karne Ke Liye Istemal Hoti Hai.
  • views.py − Yaha Par App Ka View Function Hote Hai.

Get the Project to Know About Your Application

Jab Ham Application Create Karte Hai To , Uske Bad Hame myproject/settings.py Ke Under Hame App Ko INSTALLED_APPS Ke Under Update Karna Hota Hai, Jaise Ki Niche Dikhaya Gaya Hai |

INSTALLED_APPS = (
   'django.contrib.admin',
   'django.contrib.auth',
   'django.contrib.contenttypes',
   'django.contrib.sessions',
   'django.contrib.messages',
   'django.contrib.staticfiles',
   'myapp',
)

Also Read – Django – Basics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *